DIL E NADAN BY GHALIB
Dil e nadan tujhe hua kya hai,
Akhir is dard ki dawa kya hai.
Hum hai mushtaq aur woh bezaar,
Ya ilahi ye maanjra kya hai.
Hum bhi munh mein jabaan rakhte hai,
Kaash puchho ke mudd'a kya hai.
Humko unse wafa ki hai ummeed,
Jo nahi jaante wafa kya hai.
Jaan tum par nisaar karta hu
Main nahi jaanta dua kya hai.
-ASADULLAH KHAN GHALIB
The song of this ghazal can found out on this link
Dil e nadan by Talat mahmud and Suraiya
Akhir is dard ki dawa kya hai.
Hum hai mushtaq aur woh bezaar,
Ya ilahi ye maanjra kya hai.
Hum bhi munh mein jabaan rakhte hai,
Kaash puchho ke mudd'a kya hai.
Humko unse wafa ki hai ummeed,
Jo nahi jaante wafa kya hai.
Jaan tum par nisaar karta hu
Main nahi jaanta dua kya hai.
-ASADULLAH KHAN GHALIB
The song of this ghazal can found out on this link
Dil e nadan by Talat mahmud and Suraiya
Comments
Post a Comment