Muhabbat tark ki Maine By Sahir Ludhianwi
Muhabbat tark ki Maine
gareba see liya maine,
Zamane ab to khush ho
Zeher Yeh bhi pee liya maine.
( Gareba - conscience)
2. Abhi to zinda hu par
sochta hu khalvat main,
Ke kis tamanna ke sahare
Ab talak jee liya Maine.
( Khalvat- loneliness)
3. Unhe apnaa to nahin Santa,
Par yeh kya kam hai,
Ke kuchh muddat haseen
Khwabon ke sahare jee liya Maine.
4. Bas ab to damane dil chord
Do bekaar ummido,
Bahot dukh seh liya Maine,
Bahot seen jee liya Maine.
By Sahir Ludhianwi
gareba see liya maine,
Zamane ab to khush ho
Zeher Yeh bhi pee liya maine.
( Gareba - conscience)
2. Abhi to zinda hu par
sochta hu khalvat main,
Ke kis tamanna ke sahare
Ab talak jee liya Maine.
( Khalvat- loneliness)
3. Unhe apnaa to nahin Santa,
Par yeh kya kam hai,
Ke kuchh muddat haseen
Khwabon ke sahare jee liya Maine.
4. Bas ab to damane dil chord
Do bekaar ummido,
Bahot dukh seh liya Maine,
Bahot seen jee liya Maine.
By Sahir Ludhianwi
Comments
Post a Comment