Woh din mere
Hume yaad na raha kiss kadar jiye the woh din,
Chahat o aashnayi wa humnawayi ke woh din.
Jee huzoori khushamati jab na aati thi hume
Guzre jo beparwahi wa aazadi ke woh din.
Jab har koi pasban e wafa hua karta tha,
Aman o chain aur wafadari ke woh din.
Fikra na thi rasm o rivazo ki jab,
Woh befiqri or jahandari ke din.
Kam hote alfaaz iss sukhan jaise,
Uss tarah kam hote 'khalid' ke din.
By Myself
( saifullah.vguj )

Comments
Post a Comment