Yaado ke sahare

Uski yaado ke sahare Koi zindagi kaise guzaare
Jahan chahat his ashna ho woh din nahi humare.

Gham e duniya ka rona toh bemaani hai,
Gham se khali dil ko koi kaise sanwaare.

Yeh aawargi yeh bezaari aur aawarapan,
Rahat e jaan na paa sakega dil bechaare.

By Myself
( saifullah.vguj )

Comments

Popular Posts