Kal Chaudhwein Ki raat thi By Ibne Insha
1. Kal chaudhwein ki raat thi, shab bhar raha charcha tera,
Kuch ne kaha yeh chaand hai, Kuch ne kaha chehra tera,
2. Hum bhi wahin mojood they, hum se bhi sab poocha ke yeh,
Hum hanss diye hum chup rahe, manzoor tha parda tera,
3. Iss sheher mein kis se milen, hum se to chhoottin mehfilein,
Har shakss tera naam le, har shakss deewana tera,
4. Bedard! sunni ho to chal, kehta hai kya achi ghazal,
Aashiq tera, ruswaa tera, shaayer tera, Insha tera...
-By Ibne Insha

Comments
Post a Comment