Ye baarish jab aati hai

Ye Baarish jab bhi aati hai,

kuchh purana yaad dilaati hai,


Wese to achha nahi lagta kuchh bhi,

Jab kabhi wo mujhse door jaati hai,


Wese bhi kaha dikhti hai wo mujhe,

Khwabo me bhi wo aankh churati hai,


Ab khwahish hai ke mil jaye wo jaldi,

Ab uski yaad bahot tadpati hai

Comments

Popular Posts